Skip to main content

Thoda Dhyan Laga MP3 Lyrics Bhajan Download | Sai Bhajan


Ankhiya Mann Ki Khol MP3 lyrics: OM SAI RAM! This is heart touching sai bhajan "Thoda Dhyan Laga" for Shirdi Sai sung by Pramod Medhi.Here is the song Lyrics along with Video. Watch and share with your Sai Lovers.

Bhajan: Thoda Dhyan Laga Sai Daude Daude Ayenge

Singer: Pramod Medhi

Image Courtesy:dailyexcelsior.com

Thoda Dhyan Laga MP3 Lyrics

 

Thoda Dhyan Laga Thoda Dhyan Laga

Sai Daude Daude Ayenge Thoda Dhyan Laga

Thoda Dhyan Laga Sai Daude Daude Ayenge

Thoda Dhyan Laga

Thoda Dhyan Laga Sai Daude Daude Ayenge

Tujhe Gale Se Lagayenge

Ankhiya Mann Ki Khol Ankhiya Mann Ki Khol

Tujhko Dardhan Vo Karayenge Ankhiya Mann Ki Khol

Ankhiya Mann Ki Khol Tujhko Dardhan Vo Karayenge

Tujhe Gale Se lagayenge..

Thoda Dhyan Laga

Thoda Dhyan Laga Sai Daude Daude Ayenge

Thoda Dhyan Laga …

Hai Ram Ramaiya Vo Hai Krishn Kanhaiya Vo

Vahi Mera Sai Hai

Satkarm Raho Pe Chalna Shikhate Vo Vahi Jagdish Hai

Hai Ram Ramaiya Vo Hai Krishn Kanhaiya Vo

Vahi Mera Sai Hai

Satkarm Raho Pe Chalna Shikhate Vo Vahi Jagdish Hai

Ho Ho Prem Se Pukar Prem Se Pukar

Tere Pap Ko Jalayenge Prem Se Pukar

Prem Se Pukar Prem Tere Pap Ko Jalayenge

Tujhe Gale Se lagayenge..

Thoda Dhyan Laga Thoda Dhyan Laga

Sai Daude Daude Ayenge Thoda Dhyan Laga

Kripa Ki Chhaya Me Baithayenge Tujhko Kaha Tum Jaoge

Unki Daya Drishti Jab Jab Padegi Tum Ye Bhav Tar Jaoge

Kripa Ki Chhaya Me Baithayenge Tujhko Kaha Tum Jaoge

Unki Daya Drishti Jab Jab Padegi Tum Ye Bhav Tar Jaoge

Ho Ho..

Aisa Hai Vishvas Aisa Hai Vishvas Mann Me Jot Vo jagayenge

Aisa Hai Vishvas Aisa Hai Vishvas Mann Me Jot Vo jagayenge

Tujhe Gale Se Lagayenge

Thoda Dhyan Laga Thoda Dhyan Laga

Sai Daude Daude Ayenge Thoda Dhyan Laga

Muniyo Ne Rishiyo Ne Guru Shishya Mahima Ka Kiya Gun Gaan Hai

Sai Ji Ke Charno Me Jhukti Sakal Shrishti Jhuke Bhagwan Hai

Muniyo Ne Rishiyo Ne Guru Shishya Mahima Ka Kiya Gun Gaan Hai

Sai Ji Ke Charno Me Jhukti Sakal Shrishti Jhuke Bhagwan Hai

Ho Ho

Mahima Hai apar Mahima Hai apar

Sat Ki Raah Vo Dikhayenge

Mahima Hai apar Mahima Hai apar

Sat Ki Raah Vo Dikhayenge Tujeh Gale Se Layenge

Thoda Dhyan Laga Thoda Dhyan Laga

Sai Daude Daude Ayenge Thoda Dhyan Laga

Thoda Dhyan Laga

Sai Daude Daude Ayenge Tujhe Gale Se Lagayenge

Ankhiya Mann Ki Khol

Ankhiya Mann Ki Khol Tujhko Dardhan Vo Karayenge

Ankhiya Mann Ki Khol

Ankhiya Mann Ki Khol Tujhko Dardhan Vo Karayenge

Tujhe Gale Se lagayenge..

Thoda Dhyan Laga Thoda Dhyan Laga

Sai Daude Daude Ayenge Thoda Dhyan Laga

Thoda Dhyan Laga HD Video JukeBox

Video Courtesy - YouTube/Ishtar Devotional


tags: sai bhajan thoda dyaan laga mp3 download,

Comments

Most Searched Bhajan Lyrics of the Month

Meri Kismat Likhna Bhool Gaye Kya - पालनहारी | Hindi Bhajan Lyrics

"Meri Kismat Likhna Bhool Gaye Kya" is a heart-wrenching Hindi Bhajan that expresses the pain of a devotee complaining to God (Baba). These lyrics, written by Jaggi , beautifully capture the feeling of helplessness and the ultimate surrender to Sabke Paalan Haari . If you are looking for the written lyrics of this emotional bhajan, you can find them below in both Hindi and English.